2010-2019
Do Mahaan Agyaaon
October 2019 maha sammelan


Do Mahaan Agyaaon

Hamein donon agyaaon ko nibhaane mein koshish karna chahiye. Aisa karne mein, hamein ek achchi tarah maarg par chalna jo dharm aur prem ke beej mein.

Mere pyaare bahanon Ishu Masih ke suamachaar me, main aapko anant parivaar ki pavitrata rachak se swagat karta hoon. Pradhaan Russell M. Nelson ne humko sikhaya, “Yeh Girjaghar ka punahstaapit hua tha taki parivaaro ko banaya ja sakta hai,seal hoe sake, aur anant jiwan pawe sake.”1 Us shiksha ke mahatavpurn nihitarth(implications)hai un logo ka jo samlengik stri(lesbian), samlengik vyakti(gay), abhyalingi vyakti(bisexual), ya transjenda, aamtaur par LGBT ke rup mein pahechan karte hai.2 Pradhaan Nelson ne humko bhi yaad dilaya ki hamein ek dusre se pyaar karne ke liye hamesha ek dusre se sahamat hone ki zaroorat nahi hai.3 Is bhavishyevakti shiskhaon parivaaron parikcha ki bahut hi mahatav hai bachcho aur yuva ke sawaalo ki jawaabo ka. Mainne prarthana se is darshako ko achcha vichaar ko prakat karne ki prerna maangi kyunki aap is sawalo se alag se prabhavit hoga, jo saaf-saaf se ya anvadan se(indirectly) hare ek parivaaron ko jo Girjaghar mein prabhavit hoga.

I.

Main do mahaan aagyaaon se shuru karunga jo Ishu ne sikhais.

“Tu Parmeshwar apne Prabhu se apne saare mann aur apne saare praan aur apni saari budhi ke saath prem rakh.

“Badi aur mukhye aagya to yahi hai.

“Aur dusra pahele ki tarah hai, Tumhe apne padosi se apni tarah prem karna chahiye.4

Iska matlab ki hum ko agya di hai ki sabhi ko prem karo, jaise ki Ishu ki kahani jo achcha Samaritan sikhlata ki har ek log hamare padosi hai5 Parantu hamare josh jo is dusri agya ko palan karna humko pahela agya ko bhoolna nahi chahiye, jo ki Parmeshwar ko apne saare maan, praan, aur budhi ke saath prem rakh. Hum us prem ko[Uski] agyaon ko “paalan kar dikhate hai,6 Parmeshwaar chahate hai ki hum Uski agyaon ka palan kare kyunki sirf us agyakari se, pashchatap ko lekar, hum Uski upasthithi mein laut kar rahe aur Uski tarah purn ban sakte hai.

Haal mein uski bhashan Girjaghar ke yuva vysakon par, Pradhaan Russell M. Nelson ne Parmeshwar ki pyaar aur Uski kanoono ke beej “mazboot sanbandh jo woh keheta hai ka bhashan diya tha.”7 Woh kanoon jo sabse mahatav hai us vishay mein lagoo hota hai us ko jo LGBT se pahechante hai woh Parmeshwar ki shaadi ki kanoon aur uski saathi shudhtha ke kanoon(law of chastity) hai. Donon hamare Swarg ke Pita ki uddhaar ki yojna me avashyak hai Uski bachche ki. Jaise Pradhaan Nelson ne sikais, “Parmeshwar ki kanoono pure se prerit hote hai Uski ishwar pyaar hamare liye se aur hamare banane ki Uski ichcha ki hum sab ban sakte hai.”8

Pradhaan Nelson ne sikhais: “Kai deshon ... ne same-sex shaadi vaidh kiya. Girjaghar ke sadasyon ke rup mein, hum bhumi ki kanoono ko izzat karte hai ... , sivil shaadi ke saath bhi. Sachchai mein, halaanki, ki shuruwaat mein …, shaadi Parmeshwar dwara niyukti kiya gaya tha! Aur aaj tak Uske dwara paribhaashit kiya gaya ki ek admi aur ek aurat ke beech me hai. Parmeshwar ne shaadi ki Apnivisheshan nahi badla.”

Pradhaan Nelson ne aage kaha: “Parmeshwar ne shudhta ke kaanoon(law of chastity) ko bhi nahi badla. Tempal mein jaane ki avashyaktaon badli nahi hai.9

Pradhaan Nelson hum sab ko yaad dilaata hai ki ek Apostal ke rup mein hamare komishan hai ki sachchai ke siwa kuch nahi ko sikhana. Woh komishan [Apostal] nahi deta hai adhikaar pavitr kannoon me badlao lane ka.”10 Isi prakaar, mera bahano, Girjaghar ka netaon ek admi aur ek aurat ke beech shaadi ke adhvitiv mahatav ko hamesha padhana chahiye aur shudhtha ki kanoon(law of chastity) ko bhi.

II.

Girjaghar ka Antim-dinon ka Santon ka kaam divye raajye Parmeshwar ke bachcho ko taeyaar karne mein chintit hai, aur khaas taur par se unki mahan mahima, unnat ya anant jivan par. Us mahaan bhaagye mumkin hoga sirf anant shaadi ke madhyaan se.11 Anant jiwan rachanatamakshaakti shaamil karta hai purush aur12---mahila ke sanyojan ka nihit kya adhunik revelation varnan karta hai jaise ki “hamesha aur hamesha ke liye beejon ke nirantar.”13

Apni yang adalts ki bhashan me, Pradhaan Nelson ne sikhais, “Parmeshwar ki kamoono ko paalna karne se tumko jaise hee aap ant mein utthaan kee disha mein aage badhate hain, aapako surakshit rakhega” 14woh hai, hamaare Swarg Maata-Pita ke param jeevan aur divy kshamata ke saath, Parmeshwar kee tarah banane ke lie Wohi kismet hum chahate hai jo sabhi se hum prem karte hai. Us prem ki karan se, hum us prem ko agyaaon aur yojna aur Parmeshwar ka kaarye ko prabhawit nahi kar sakte, jo hum jante hai ki unlogo ko laenge sabse badhi kushyaali jinhe hum prem karte hai.

Magar bahut logo se hum prem karte hai, use bhi jiske paas punahsthaapit susamachaar hai, lekin woh vishwaas nahi karte ya Parmeshwar ki agyaaon jo shaadi aur suddhata ke niyam (law of chastity) ko palan karne ko chune nahi hai. Unke baare mein kya?

Parmeshwar ki siddhanton dikhata hai ki hum sab Unke bachche hai aur Woh hamari rachana kushyaali ke liye kiya.15 Adhunik reveleishan sikhlata hai ki Parmeshwar ne ek yojna taeyaar kiya ek adhunki anubhav ke liye jisme hum sabhi agyaakari chun sakte hai Unki mahan ashirvaado ko paane ko ya chunaoti kar sakte hai j jo hame kam shahaandar rajye par pahuchayega.16 Apni sabhi bachcho par Parmeshwar ke mahan prem ke karan, woh kam raajyon itna zyaada badhiya hai jo maranshil demaag abhi samjh nahi sakte hai.17 Ishu Masih ki Praeschit in sab ko mumkin karega, jaise Usne “Pita ko mahima karta hai, aur apni haathon ki sab kaarye ko bachate hai.18

III.

Mainne pahela agya bata diya, lekin dusre ka kya? Hum apni padosi se pyaar karne ki agya kaise rakhte hai? Hum apni sadasyon ko vishwaas dilate hai ki jo lesbian, gay, bisexual, ya transjenda ki shiksha aur chal-chalan ko picha karta hai woh pyaar se pesh karna chahiye jo hamare Uddhaarkarta ne humko aagya di ki sabhi padosi ko ye pyaar dhikaye. Is prakaar, jab sanyukt raajy United States mein samaan-ling vivaah ko kaanoonee ghoshit kiya gaya tha, to Pratham Adhyakshta aur Barah Devduton ghoshit kiya gaya tha: “Ishu Masih ka susamaachaar hamen sabhee logon se daya aur shishtata se prem karana aur vyavahaar karana sikhaata hai - asahamat hone par bhee. Hum pushti karte hai ki jo khud kanoono ka lab uthaye ya adaalat ke faisle ki adhikar diya ki samleingik shaadi(same -sex marriage) ko anuchit nahi pesh karte.”19

Iske aage, jo hamare vishwaaso aur vaado ko nahi maante hai hamein kabhi nahi satana chahiye20 Pachtawa se, kuch logo yeh vishay samana jaari marjinalaisd mehsoos kar rahe hai aur kuch sadasyon aur hamare parivaaron, wards, aur stakes lnetaon dwara aswikaar kiya gaya. Hum sabhi ko daayalu aur adhik naagarik hone ka prayaas karna chahiye.

IV.

Kai karan se hum samajh nahi sakte, hamare mortal anubhav mein hamare paas alag-alag chunaotiyon hai. Magar hum jante hai ki Parmeshwar humko madad karega is chunaotiyon se door rehne se agar hum Uski madad imaandari se dhoondhe. Peedit hone ke baad aur kanooni ko todhne ki pashchatap jo hamein sikhaya gaya, hum sabhi ek tarah ki liye gaurav ke raajy hai. Ant aur antim faesla Prabhu se hi hoga, jo kewal Uske paas avashyaka jaankaari, gyaan, aur kripadrishti hamein nyaye karne ke liye.

Is samay mein, hamein donon agyaaon ko palaan karne mein koshish karna chahiye. Ye karne se, hum pyaar aur kanoon ke beej ek mahin rekha par chalte hai-agyaaon ko palaan karne mein aur vaado ki maarg pe chalna, jab ki hum apni padosi ko pyaar karte hai. Is kadam me avayaskta hai divye prerna ki talaash karne mein jaise kya samarthan karna hai aur kya rokhna hai aur kaise pyaar karna aur imaandaar se sunna hai aur prakriya mein sikhana. Hamare kadam avashyakta karta hai ki hum agyaaon ko samjhauta nahi karte hai magar ek purn samjdaari aur pyaar ka pura maap dikhana. Hamaare chalne ko un bachchon par vichaar karana chahiye jo apne yaun abhivinyaas ke baare me anishchit hain, lekin yah samay se pahale lebaling ko hatotsaahit karta hai, kyunki jyaadaatar bachchon me, aisi anishchitata samay ke saath kaafi kam ho jaati hai.21 Hamare kadam vaadon ka maarg se bharti ka virodh karta hai, aur koi ko bhi samarthan se inkaar karta jo Prabhu se logo ko door karta hai. In sab me se hum yaad karte hai ki Parmeshwar aasha aur param khushyaali vaada karte hai aur unke liye ashirvaado jo Uski agyaaon ka palaan karte hai.

V.

Mataaon aur Pitaaon aur hum sabhi ki zimmedaari hai ki donon agyaaon ko sikhae. Girjaghar kee mahilaon ke lie,Pradhaan Spencer W. Kimball ne is mahaan bhavishyavaanee mein us kartavy ka varnan kiya: “Antim dinon me Girjaghar me jon badhanti aawe waala hai, u aai duniya me jetna achcha mahila long ke kaaran … Girja me bhaari sankhya me woh log khichaae. I utna had tak howe sake jaha tak Girja ke mahila long sake imaandaari aur saaf rup se bitawe apan jiwan me aur jitna tak Girja ke mahila long ke vichitra aur alag rakam se dekha jaai—khushaal tarika se—duniya ke aurat long me se. Isliye aysa hoga ki Girjaghar ke mahila uddharak hi rahi jon ek mahaatpurn taqaat Girja ke sankhya aur aatmik badhanta me antim dinon me.”21

Us bhavishyevaani ki baat, Pradhaan Russell M. Nelson ne ghoshit kiya “jo din jisne Pradhaan Kimball ne dekha woh aaj hi hai. Aap wohi mahilaaon hai jisne woh dekha!”23 Humne jo sunna us bhavishyevaani ko 40 saal pahele mehsoos kiya ki unme se Girjaghar ke is mahilaaon jo apni khud hi pyaari dosto ko bacha sakte aur parivaar ko jo abhi hi duniya ki prathmikthaon se prabhavit hai aur shaitaani ki vikritiyon(distortions) se. Meri prathana aur ashirvaad hai ki aap woh sikhaega aur pesh karega us bhavishvaani ko, Ishu Masih ke naam se, amen